Sukun apne dilka maine kho diya,

Sukun apne dilka maine kho diya,
Khud ko tanhai ke samandar mei dubo diya,

Jo thi meri kabhi muskrane ki wajah,
Aaj uski kami ne meri palko ko bhigo diya