Udaas Shamon Main Lot Kr Wo Aana bhol Jata Tha,

Udaas Shamon Main Lot Kr Wo Aana bhol Jata Tha,
kar k khafa Mujhko Manana bhol jata tha,
inhi khasraton ne uski mujhe badnam kar dala,
Wo likh k mera naam dewaron pe mitana bhol jata tha, 
Mat poch Muhabbat mai La parwahi uski,
Dy k zakham wo Marham lagana bhol jata tha,
kitna dilnasheen hota tha uski yaad ka manzar,
Wo jab b yaad aata tha main zamana bhol jata tha....