Wafa Ki Aarzo Karna, Safar Ki Justaju Karna,

Wafa Ki Aarzo Karna, Safar Ki Justaju Karna,

Jo Tum Mayoos Ho Jao, To RAB Sae Guftagu Karna,

Yeh Aksar Ho b Jata Hai, K Koi Kho b Jata Hai,

Muqader ko Satao Gye, To Phir Yeh Soo b Jata Hai,

Agar Tum Hosla Rakho, Wafa Ka Silsila Rakho,

Jesy Tum KHALIQ Kehte ho, Usi Sae Rabta Rakho,

Main Ye Dawey Sae Kehta ho.,? Kabi Nakam Na Ho Gye.,!

Haqeeqi Ishq Ko Samjo, Kabi Tum Aam Na Ho Gye..!!